kaise laye raset karne ke bad gayab huye desktop ikon ko ?
hello dosto indiatech 97 me aap sabhi ka swagat hai
aksar hamare computer me kabhi kabhi kuch setting galat kar dene pe hamara computer kharab ho jata hai jesse hum kafi paresan ho jate hai.agar fir bhi hum problem solve nhi kar pate hai to apne pc ya laptop ko reset kar dete hai.
jab hum reset karke fresh start karte hai to hamare desktop par se sare shortcort icon delete ho jate hai yani gayab ho jate hai
khaskar my computer icon (windoes 10 me This pc) jiske gayab hone se hame kafi parasani ka samna karna parta hai.
lekin aap paresan na ho hum aapko indtech91.blogspot.com ke dwara aapko icon wapas lane ke aasan trick batayenge
aaiye dekhte hai kaise icon wapas laye step by step
- sabse pahle apne pc ke desktop pe kahi bhi khali jagah me right click kare jaise aap refresh karne ke liye karte hai.aap niche diye gye image me dekh sakte hai. ab aap personalize pe click kare
3. theme select karne ke bad hamare samne hamare samne desktop icon setting aayega. yaha pe aapko thora dhyan dena hoga kyui desktop icon setting ak cone me hoga . halanki aap hamare image me dekh sakte hai. ab hum desktop icon setting pe click karenge.

intech91,blogspot.com
4. desktop icon seting click karte hi hamare samne desktop icon setting ka windows khul jayega jisme hame jo jo icon chahiye usme check sign lagana hoga. uske bad change icon pe click karenge aur fir ok press karenge jaise image me dikhaya gya hai.
ab aapka icon desktop pe aa chuka hoga

0 Comments